People who are crazy enough to think they can change the world are the ones who do. -Apple
Your subscription could not be saved. Please try again.
Your subscription to raagabox has been successful.

A sample of other songs in raagabox lyrics * 7 *

Maula Pal Mein Palat De Baazi
Lyricist: Manoj Muntashir
Tag: other
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Zed-Plus/Maula-Pal-Mein-Palat-De-Baazi/L0VeSQVqekA
Video:
pal mein raai parvat kar de
pal mein parvat raai
paasa tu fenke par khele
asali khel khudaai
maula pal mein palat de baazi
maula pal mein palat de baazi

ek gaal pe pappi paaye
duje gaal pe chaante
haathi par baithe raaja ko
are gali ka kutta kaate
maula pal mein palat de baazi
maula pal mein palat de baazi

are kal thaa jo thanthan gopala
aaj badal gayi uski chaal
chale fatichar banke vip
are re re chale
fatichar banke vip
haay re kismat ka jhol jhaal
maula pal mein palat de baazi
maula pal mein palat de baazi
maula pal mein palat de
maula pal mein palat de baazi
maula pal mein palat de baazi
maula pal mein palat de baazi, maula
maula pal mein palat de baazi, maula
Madholal Keep Walking
Singer: Raja Hasan
Music: Nayab Raja
Lyricist: Sahil Fatehpuri
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Madholal-Keep-Walking/Madholal-Keep-Waking/KhI7QABvegA
Video:
udaan hauslo ko de
daro ke pankh tod de madod de
hansi ke lamhe odh ke
khushi ke pal nichhod ke
ghamo ke bandh tod ke
sisak ke jeena chodh ke

udaan hauslo ko de
daro ke pankh tod de madod de
hansi ke lamhe odh ke
khushi ke pal nichhod ke
ghamo ke bandh tod ke
sisak ke jeena chodh ke

shikar ban ke noch le
falak hai apna soch le
ye kah rahi hai zindagi
rahe na aankho me nami
nishan pe tu rakh najar
milegi tujhko rah gujar
bana le chandni pe ghar
sada buland hai sar pashar

madholal keep walking
madholal keep walking
madholal keep walking
madholal keep walking

samundaro ko tair ja
bhavar me aake thar ja
tu thar ja
jamane ko sabak shika
sawale kasamkash hata
tu apni khubiya dikha
salika jine ka sikha

naya savera chan le
mita andhera maang le
wo raat sare hadse ki
la ke bhul ?
aag se jala de thandi chahte?
ubal dil ki rahate
kisi se bhi na vair ho apna ho ya koi gair ho

madholal keep walking
madholal keep walking
madholal keep walking
madholal keep walking

?????
kuch aisa kar
umedo ke shikhar uga
musibato ka sar jhuka
na khud ko duniya se chupa
tera vajud hai juda
hawao ke machano par
duao ki chatano pe
kadam kadam badaye ja
khushi ko pas paaye ja
sada ye gunjane lage
falak jo mundane laga

tu banda bemisal hai
sabhi ka ye khayal hai

madholal keep walking
madholal keep walking
madholal keep walking
madholal keep walking
madholal keep walking
madholal keep walking
madholal keep walking
madholal keep walking
Khuda Ke Vasthe
Singer: Aslam Sabri
Music: Nayab Raja
Lyricist: Sani Aslam
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Madholal-Keep-Walking/Khuda-Ke-Vaste/PjhdVxVZUFc
Video:
dard sine me to aankho me samndar dekha
jindgi humne tera kaisa mukkadar dekha

khuda ke vaste mita do fasle
khuda ke vaste mita do fasle
hai manjil ek sabhi ki alag hai raste
hai manjil ek sabhi ki alag hai raste
khuda ke vaste mita do fasle

lage hai jo jahalo me nafrat ke taale
wo darwaje yaro jara khol do tum
lage hai jo jahalo me nafrat ke taale
wo darwaje yaro jara khol do tum
bujha kar dilo se tahasub ke sole
mohabbat fizao me bas ghol do tum

ho jo insaa to insaa ke kaam aao tum
zamane me naam apna kar jao tum
laga lo sab ko gale se ho chahe ajnabi
laga lo sab ko gale se ho chahe ajnabi

agar jinda rahna hai mar kar bhi tumko
to girte huo ko jara tham lo tum
agar jinda rahna hai mar kar bhi tumko
to girte huo ko jara tham lo tum
wo jinko zamane ne thukra diya hai
unhe fir se jeene ka paigam do tum
koi is jaha me na bebas rahe
kisi aankh se ab na aansu bahe
tumhi ko har chehre par sajana hai khushi
tumhi ko har chehre par sajana hai khushi

ye masum lashe, ye khamosh chikhe
yaha zindagi ka na koi nisha hai
ye masum lashe, ye khamosh chikhe
yaha zindagi ka na koi nisha hai
jaha tak nazar hai
duha hi duha hai
jara dhundo dekho ke insaa kaha hai
ye hum aa gaye aaj kis modh par
hai shaitan bhi hairan hume dekh kar

dilo se mita do yaro tum apni dusmani
dilo se mita do yaro tum apni dusmani
khuda ke vaste mita do fasle
khuda ke vaste mita do fasle
khuda ke vaste mita do fasle
khuda ke vaste mita do fasle
khuda ke vaste mita do fasle
khuda ke vaste mita do fasle
Naina Laage Laage-1
Singer: Parveena
Music: Nayab Raja
Lyricist: Sani Aslam
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Madholal-Keep-Walking/Naina-Lage-Wifes-Theme/OTwHZTxnVFE
naina laage, laage re, tose naina laage re
more naina laage re, tose naina
ho naina laage, laage re, tose naina laage re
more naina laage re, tose naina
ankhiyo se barasta sawan
hai prem ye mera pawan, tu aa re
naina laage, laage re, tose naina laage re
more naina laage re, tose naina

rone se kuch bhi hota nahi hai
apne upar mujhko yakin hai
o rone se kuch bhi hota nahi hai
apne upar mujhko yakin hai
kisko kiski padi hai
intihan ki ghadi hai, sabr kar
naina laage, laage re, tose naina laage re
more naina laage re, tose naina
o naina laage, laage re, tose naina laage re
more naina laage re, tose naina

tujh bin akele kaise rahu mai
dard judai kaise sahu mai
o tujh bin akele kaise rahu mai
dard judai kaise sahu mai
ye bata de mujhe tu
haye kaise main kaatu, ye safar
naina laage, laage re, tose naina laage re
more naina laage re, tose naina
o naina laage, laage re, tose naina laage re
more naina laage re, tose naina

ankhiyo se barasta sawan
hai prem ye mera pawan, tu aa re
naina laage, laage re, tose naina laage re
more naina laage re, tose naina
Ye Dharti Ye Amber
Singer: Raja
Music: Nayab Raja
Lyricist: Sani Aslam
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Madholal-Keep-Walking/Yeh-Dharti/IzIIeRppAlo
Video: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Madholal-Keep-Walking/Naina-Lage-Madholals-Theme/AiUofCACBmE
ye dharti ye ambar
ye suraj ye parvat
ye mausam nadiya ke dhare

ye dharti ye ambar
ye suraj ye parvat
ye mausam nadiya ke dhare

ye sehra ye jungel
hawaye fizaye
hume pujte hai ye sare

ye dharti ye ambar
ye suraj ye parvat
ye mausam nadiya ke dhare

magar mere bande tujhe kuch khabar hai
humari to tujh per hi jyada najar hai
jara si jo tujh par musibat jo aayi
to meri taraf tune aankhe dikhayi

kabhi gaur se dekh suraj ko mere
jo khud ko jalakar mitaye andhere
jara gaur kar phulo ki zindagi par
jo marte hai duniya me khusboo luta kar
jaha ke sitam kitne sahti jamin hai
kabhi isko mujhse shikayat nahi hai

tum andaj jeene ka apna badal do
bulati hai manzil utho chal ke dekho

ye dharti ye ambar
ye suraj ye parvat
ye mausam nadiya ke dhare
Naina Laage Laage
Music: Nayab Raja
Lyricist: Sani Aslam
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Madholal-Keep-Walking/Naina-Lage-Madholals-Theme/AiUofCACBmE
Video:
naina lage lage re tose naina lage re
more naina lage re tose naina
naina lage lage re tose naina lage re
more naina lage re tose naina naina
ankhiyo se barsat sawan
hai prem hi mera pawan, tu aa re
naina lage lage re tose naina lage re
more naina lage re tose naina aa
naina aa naina aa naina

karta hai koi jahan per khataye
pata lekin koyi sajaye
karta hai koi jahan per khataye
pata lekin koyi sajaye
koi sunta nahi hai
bebasi bebasi hai kis kadar
naina lage lage re tose naina lage re
more naina lage re tose naina
naina lage lage re tose naina lage re
more naina lage re tose naina

upar wale jag me tere
kitne dukh hai hisse me mere
upar wale jag me tere
kitne dukh hai hisse me mere
ab bhi do aadmi hai
teri hum par nahi hai kyu najar
naina lage lage re tose naina lage re
more naina lage re tose naina
naina lage lage re tose naina lage re
more naina lage re tose naina
ankhiyo se barsta sawan
hai prem hi mera pawan tu aa re
naina lage lage re tose naina lage re
more naina lage re tose naina
naina lage lage re tose naina lage re
more naina lage re tose naina aa
Falsafa Yeh Zindagi Ka
Singer: Altaf Raja
Music: Nayab Raja
Lyricist: Sani Aslam
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Madholal-Keep-Walking/Falsafa-Yeh-Zindagi-Ka/MgovZRBGZnQ
Video:
ye mashala hi aisa tha
ki hal na ker saka
ye mashala hi aisa tha
ki hal na ker saka
ae zindagi mai tujhko mukammal na kar saka

ye mashala hi aisa tha
ki hal na ker saka
ae zindagi mai tujhko mukammal na kar saka

falsafa yeh zindagi ka koi bhi na ab tak samjha
falsafa yeh zindagi ka koi bhi na ab tak samjah
inti sari bheed me insaa laage kitna tanha tanha sa

koi aaye koi jaye sab ke sab hai musafir
koi aaye koi jaye sab ke sab hai musafir
char dino se jayda koi rahta nahi hai haazir
ajnabi in logo me bhi laage har chehra apna sa
falsafa yeh zindagi ka

mausam ki parvah kise hai
barish ho ya sardi
mausam ki parvah kise hai
barish ho ya sardi
apne apne daftar jaane ki hain sabko hai jaldi
sabki aankho me sapne hai
aur laage man pyasa pyasa
falsafa yeh zindagi ka

lambe safar ki khatir yu to sab ke sab aate hai
lambe safar ki khatir yu to sab ke sab aate hai
kai musafir raste me hi chup se utar jate hai
udh jata hai ruh ka panchi
mil jaye mauka jo jara sa
falsafa yeh zindagi ka

falsafa yeh zindagi ka koi bhi na ab tak samjha
falsafa yeh zindagi ka koi bhi na ab tak samjha
inti sari bheed me insaa laage kitna tanha tanha sa
falsafa yeh zindagi ka